Jha maut bikhri wha
Sanseen udga dunga
Zakhmon ke chalo mein ab
Mein marham laga dunga
Mein marham laga dunga
Ranjish ki chingaari mujhy
Pal pal jaalati hai
Dard ko baaki banati hai
Meine kar liya, irada!
Meine kar liya, irada!
Irada, irada, irada.
Meine kar liya, irada!
Meine kar liya, irada!
Irada, irada, irada.
Jehri in faslo ko
Jado se kaat dunga mein
Mayush aakhon mein umeedein
Baat dunga mein.
Baat dunga mein.
Wahsi ke khwaabo ki mein
Buniyaad hila dunga
Khaakh mein usko mila dunga
Meine kar liya, irada!
Meine kar liya, irada!
Irada, irada, irada..
Meine kar liya, irada!
Meine kar liya, irada!
Irada, irada, irada..
Ghumrah jo hai
Unhe rassta dikhayenge
Anzaane gham se
Unhe waakif krayenge
Yeh irada jo kisi ke kaam aayega
Toh humein aaram aayega
Meine kar liya, irada!
Meine kar liya, irada!
Irada, irada, irada..
Meine kar liya, irada!
Meine kar liya, irada!
Irada, irada, irada..
Hemant Kumar
Hemlata (Lata Bhatt)
Suresh Rajvanshi
Baljinder Kaur (Kaur B), Earl Edgar D’Souza, Master Saleem
Angaraag Mahanta (Papon)
Harshdeep Kaur, Shabab Sabri