Aaram aaram
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Kya dard kisi samay lazzat hai
Kya dard kisi samay lazzat hai
Bedard zamaana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane
Aaram
Jo paer se phool kuchal daale
Aur kachchi kaliyaan masal daale
Jo paer se phool kuchal daale
Aur kachchi kaliyaan masal daale
Wo zulf kahaani kya samjhe
Wo zulf kahaani kya samjhe
Bulbul ka fasaana kya jaane
Bulbul ka fasaana kya jaane
Aaram aaram
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Kya dard kisi samay lazzat hai
Kya dard kisi samay lazzat hai
Bedard zamaana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane
Aaram
Jo paer se phool kuchal daale
Aur kachchi kaliyaan masal daale
Jo paer se phool kuchal daale
Aur kachchi kaliyaan masal daale
Wo zulf kahaani kya samjhe
Wo zulf kahaani kya samjhe
Bulbul ka fasaana kya jaane
Bulbul ka fasaana kya jaane
Aaram aaram
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Aaram
Bedardon ki ae dil basti hai
Hansti hai ye duniya hansne de
Bedardon ki ae dil basti hai
Hansti hai ye duniya hansne de
Jo jiska wo dil se wo samjhe
Jo jiska wo dil se wo samjhe
Dukh mera zamaana kya jaane
Dukh mera zamaana kya jaane
Aaram aaram
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Aaram aaram
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Aaram
Bedardon ki ae dil basti hai
Hansti hai ye duniya hansne de
Bedardon ki ae dil basti hai
Hansti hai ye duniya hansne de
Jo jiska wo dil se wo samjhe
Jo jiska wo dil se wo samjhe
Dukh mera zamaana kya jaane
Dukh mera zamaana kya jaane
Aaram aaram
Aaram se jo raaten kaaten
Wo ashq bahaana kya jaanen
Aaram aaram aaram.
Hemlata (Lata Bhatt)
Suresh Rajvanshi
Baljinder Kaur (Kaur B), Earl Edgar D’Souza, Master Saleem
Angaraag Mahanta (Papon)
Nikhil Uzgare
Harshdeep Kaur, Shabab Sabri