Is bairan taqdeer ko tha
Jo na hamse bair
Phir bhi maang rahein hum
Aye logo sab ki khair
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Main bhookhi reh sakti hoon
Par in bacho ka kyaa karoon
Main bhookhi reh sakti hoon
Par in bacho ka kyaa karoon
Is jeene se maut aajaye
Hamsab ko ye duaa karu
Ye jeevan balawan bada
Ye jeevan balawan bada
Main ik nirabal naari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Aisa waqt pada hampar
Jo kisi par pad sakta hain
Aisa waqt pada hampar
Jo kisi par pad sakta hain
Kaun bhala duniya mein
Apni kismat se lad sakta hain
Bhula panchhi kyaa karen
Bhula panchhi kyaa karen
Jab pichhe pade shikari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Duniya jisko thukadaye
Bhagwan sahara deta hain
Duniya jisko thukadaye
Bhagwan sahara deta hain
Dubne wali kasti ko
Tufan kinara deta hain
Dub saki na paar huyi
Dub saki na paar huyi
Main dukh dard ki maari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari.
Mohammed Aziz
Sadhana Sargam
Amit Kumar, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Raaj Kumar, Salma Agha