Is dil ka bangla khali hai
Is dil ka bangla khali hai
Aur iska kiraya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Aye gori is bangle ke
Hum datte hai saudai
Lekin bebas hai sajni
Aaj kal hai mahangai
Pagdi dena mushkil hai
Pagdi dena mushkil hai
Ho iska kiraya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Pagdi se hi izzat hai babu
Topi englishtan gaye
Pagdi ke saude mein topi ki
Sari jaan gaye
Pagdi walo ke bangle par
Pagdi walo ke bangle par
Ab tak chhaya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Aise bangle se gori
Apni kholi achhi hai
Dhanwano ke jhurmuth se yeh
Apni toli achhi hai
Paiso ka bhagwan hai paisa
Paiso ka bhagwan hai paisa
Apna paraya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai
Apni kholi hume bulale
Babu bangla chhodungi
Dhanwano se preet tod kar
Dilwalo se jodungi
Aao hum tum mil jaaye
Aao hum tum mil jaaye
Bas babu bakaya koi nahi
Chaudah baras se babuji
Is bangle mein aaya koi nahi
Haye bangle mein aaya koi nahi
Is dil ka bangla khali hai.
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi