Khushi Ka Zamaana Gaya - Chhoti Bhabbi lyrics | Chhoti Bhabbi - Khushi Ka Zamaana Gaya lyrics

Khushi Ka Zamaana Gaya is a hindi song from the 1950 movie Chhoti Bhabbi. Khushi Ka Zamaana Gaya singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Khushi Ka Zamaana Gaya composer is Bhagatram Batish, Husnlal Batish and Khushi Ka Zamaana Gaya lyricist or song writer is Qamar Jalalabadi. Khushi Ka Zamaana Gaya music director is Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Khushi Ka Zamaana Gaya features Karan Dewan, Nargis Dutt, Shyam, Kuldeep. Khushi Ka Zamaana Gaya director is and the producer is . The audio of Khushi Ka Zamaana Gaya song was released on null by Saregama. Khushi Ka Zamaana Gaya YouTube video song can be watched above.


Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya


Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Jisne hamen juda kiya
Qismat uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya


Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Ek hai nishaani teri
Yaad uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya


Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ek hai majboori meri
Farz uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya.



Movie/album: Chhoti Bhabbi
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Label: Saregama
Starring: Karan Dewan, Nargis Dutt, Shyam, Kuldeep
Release on: null
1. Who is the music director of the song Khushi Ka Zamaana Gaya
Ans: Khushi Ka Zamaana Gaya song music director is Bhagatram Batish, Husnlal Batish
2. Who is/are the singer/singers of the song Khushi Ka Zamaana Gaya
Ans: Khushi Ka Zamaana Gaya song singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Khushi Ka Zamaana Gaya
Ans: Khushi Ka Zamaana Gaya song composer is Bhagatram Batish, Husnlal Batish
4. Who is the Lyricist of the song Khushi Ka Zamaana Gaya
Ans: Khushi Ka Zamaana Gaya song lyricist is Qamar Jalalabadi
5. What is the movie of the song Khushi Ka Zamaana Gaya
Ans: Khushi Ka Zamaana Gaya song is from Chhoti Bhabbi
6. Who wrote the song Khushi Ka Zamaana Gaya
Ans: Khushi Ka Zamaana Gaya song is written by Qamar Jalalabadi

Find other songs in - Chhoti Bhabbi

1
Suno Meri Sarkar

Mohammed Rafi

2
Na Jaana Mere Babu

Lata Mangeshkar

3
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana

Mohammed Rafi, Shamshad Begum

4
Kaise Tere Paas Aaun

Lata Mangeshkar

5
Maine Kaha Babuji Itna Bataoge

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

6
7
Dard E Judaai Hai Gham Ki

Lata Mangeshkar