Is gulshan ko
Aag laga do aag laga do
Is gulshan ko
Aag laga do aag laga do
Phul koi na todne paye
Phul koi na todne paye
Angare faila do
Aag laga do aag laga do
Phulo pe kaise ho
Sakta hai kanto ka raj
Shabnam se keh do
Ke wo shola ban jaye aaj
Kab se sulag rahi hai ab yeh
Kab se sulag rahi hai ab yeh
Chingari bhadka do
Aag laga do aag laga do
Is gulshan ko
Aag laga do aag laga do
Wo fariyad nahi sunte
Jo hote hai saiyar
Tod ke rakh do aaj kafasgar
Hona hai azad
Aur nahi kuch kar sakte to
Aur nahi kuch kar sakte to
Apne pankh jala do
Aag laga do aag laga do
Is gulshan ko
Aag laga do
Aag laga do aag laga do
Wo budzil hai jo liate
Hai taqdeero ka naam
Ye taqdeere to hai apni
Shamshiro ka naam
Maut jinhe manjur hai unko
Maut jinhe manjur hai unko
Jina aaj sikha do
Aag laga do aag laga do
Aag laga do aag laga do
Aag laga do.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi, S.Balbir
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur