Tumse nazar kuch aisi mili
Hum dil ko kahi kho baithe
Apna bhi hai kuch haal yahi
Hum jab se tere ho baithe hai
Tumse nazar kuch aisi mili
Hum dil ko kahi kho baithe
Tumse nazar
Jaane kaise dil yeh deewana ho gaya
Tum se mila begana ho gaya
Nazare mala to bahana ho gaya
Khona tha ise nishana ho gaya
Yeh bahane tuhi jaane
Main na janu sajna
Tumse nazar kuch aisi mili
Hum dil ko kahi kho baithe
Tumse nazar
Thandi thandi aahe
Hum bharte nahi
Tumpe kabi sumarte nahi
Dil wale dil deke darte nahi
Marne ka gham wo karte nahi
Chalo mana hu deewana
Hume samjo ji apna
Tumse nazar kuch aisi mili
Hum dil ko kahi kho baithe
Tumse nazar
Dekho mere sapno mein
Aaya na karo
Aake hum ko jagaya na karo
Aisa hai to nazare milaya na karo
Sapno mein yu bulaya na karo
Jo ishare hai tumhare
Main bhi janu sajna
Tumse nazar kuch aisi mili
Hum dil ko kahi kho baithe
Apna bhi hai kuch haal yahi
Hum jab se tere ho baithe hai
Tumse nazar.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)