Is sapnon ki shehzadi ki
Thodi sharten hain shaadi ki
Is sapnon ki shehzadi ki
Thodi sharten hain shaadi ki
Ye kaisa dastoor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Is sapnon ki shehzadi ki
Thodi sharten hain shaadi ki
Are ye kaisa dastoor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Pehli shart hain shaadi mein
Pehli shart hain shaadi mein
Shehnaai tum hi bajaaoge
Bajaoonga bajaoonga
Haathi ghode ke badale tum
Paidal chalke aaoge
Aaunga aaunga
Main shehra baandhungi
Aur tum ghunghat mein sharmaoge
Sharmaoge sharmaoge
Ye toh zulm huzoor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dusri shart hain main jab jab ruthungi
Main jab jab ruthungi
Mujhe manaonge
Manaunga manaunga
Aate jaate kisi aur se
Nazren nahin ladaoge
Nahin lagaunga
Achhe achhe khaane
Paka paka ke mujhe khilaoge
Mushkil kaam zaroor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Aakhari shart hain meri doli bhi tum uthaoge
Pehli pehli raat mujhe tum
Mujhe haath bhi nahin lagaoge
Lagaunga haath lagaunga
Main najhuk ho jaaun toh
Mere paaon dabaoge
Tum ko yeh manzoor hain
Haan kya hain manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain.
Anand Bakshi, Asha Bhosle, Kishore Kumar
Anand Bakshi
Kishore Kumar
S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam