Itna husn pe huzur na garur kijiye
Itna husn pe huzur na garur kijiye
Dil ke maro ka khyal kuchh jarur kijiye
Dil ke maro ka khyal kuchh jarur kijiye
Yu na feriye najar mud ke dekhiye idhar
Kahiye jo bhi chahiye itni arz hai magar
Jo hai aapke unhe yu na dur kijiye
Jo hai aapke unhe yu na dur kijiye
Itna husn pe huzur na garur kijiye
Roko julf ko yahi kabu dil pe ab nahi
Ye deewana aap ka julfe chhu na le kahi
Yu na ruth ke hame majbur kijiye
Yu na ruth ke hame majbur kijiye
Itna husn pe huzur na garur kijiye
Ye to jante hai hum gussa tum nahi sanam
Jate jate aapke sab ko ruk gaye kadam
Kahiye hai na dil ki baat
Kahiye hai na dil ki baat manjur kijiye
Kahiye hai na dil ki baat manjur kijiye
Itna husn pe huzur na garur kijiye
Dil ke maro ka khyal kuchh jarur kijiye
Dil ke maro ka khyal kuchh jarur kijiye
Itna husn pe huzur na garur kijiye.
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Mubarak Begum, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Asha Bhosle