Tum isko khel samjhe ho
Magar ek din dikha denge
Mohabbat kisko kahte hai
Mohabbat kaisi hoti hai
Hamse hoti mohabbat jo tumko
Hamse hoti mohabbat jo tumko
Tum ye apna chalan chhod dete
Dard hota jo kuchh bhi hamara
Tum ye deewanapan chhod dete
Chhod do tum ada ruthne ki
Chhod do tum ada ruthne ki
Hum ye deewanapan chhod denge
Phul si ek hasi par tumhari
Jindagi ka chaman chhod denge
Phul si ek hasi par tumhari
Tumko kahta hai kya ye jamana
Tumko kahta hai kya ye jamana
Tum jara ye klahani bhi sunte
Arzu hi rahi ek din tum
Kuchh hamari jubani sunte
Kya sune tum jo aise hi hote
Fir ye apna chalan chhod dete
Dard hota jo kuch bhi hamara
Tum ye deewanapan chhod dete
Is kadar lag rahi ho hasi tum
Is kadar lag rahi ho hasi tum
Kash utre na gussa tumhara
Tum yahi chahte ho to behtar
Ab na utrega gussa hamara
Ek bar muskurake to dekho
Hum ye deewanapan chhod denge
Phul si ek hasi par tumhari
Jindagi ka chaman chhod denge
Phul si ek hasi par tumhari
Tumne samjha nahi hai wo arman
Tumne samjha nahi hai wo arman
Jo dhalakta hai dil mein hamare
Tumne dekha kaha hai wo shola
Jo bhadakta hai hamare
Jab ye shola bhadak kar bujhega
Jab ye shola bhadak kar bujhega
Hum ye deewanapan chhod denge
Phul si ek hasi par tumhari
Jindagi ka chaman chhod denge
Phul si ek hasi par tumhari.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Mubarak Begum, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Asha Bhosle