Jaam chalne ko hai
Sab ehle nazar baithe hai
Aankhe churana na safi
Hum bhi idhar baithe hai
Sathiya aisi pila de
Hum ko deewana bana de
Hum nashe mein chur ho kar
Apne sare gham bhula de
Hum nashe mein chur ho kar
Apne sare gham bhula de
Sathiya aisi pila de
Main sharabi ho to kya hai
Sari duniya ko nasha hai
Aankho par parde pade hai
Aankho par parde pade hai
Is mein kya meri khata hai
Kyu mujhi se hai khafa tu
Kyu mujhi se hai khafa tu
Bas mujhe itna bata de
Sathiya aisi pila de
Mujhko begana samaj kar
Ek deewana samaj kar
Kyu mujhe be aabaru karte ho
Parvana samaj kar
Kyu mujhe be aabaru karte ho
Parvana samaj kar
Dard hai mere bhi dil mein
Dard hai mere bhi dil mein
Kuch to iski bhi dava de
Sathiya aisi pila de.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Suman Kalyanpur