Sikandar ne porus se
Ki thi ladayi jo ki thi ladayi
To main kya karun
To kaurav ne pandav se
Ki hathapayi jo ki hathapayi
To main kya karun
Sikandar ne porus se
Ki thi ladayi jo ki thi ladayi
To main kya karun
O put put hai to but but hai
Zamane ka dastu
kitna ulat hai o put put hai
To but but hai zamane ka
Dastur kitna ulat hai
Paddhate hain sab
Mujhko ulti padhayi
Hai ulti padhayi
To main kya karun
Sikandar ne porus se
Ki thi ladayi jo ki thi ladayi
To main kya karun
Ae zahil ghaseeta
Magar khaye halwa
Ye har roz lute
Mithayi ka jalwa
Ae zahil ghaseeta
Magar khaye halwa
Ye har roz lute
Mithayi ka jalwa
Ye dudh mein pani
Milata hai bhayi
Na aye malayi
To main kya karun
Sikandar ne porus se
Ki thi ladayi jo ki thi ladayi
To main kya karun
Ye ba hai lekin chalaye ye thela
Ye ma hai lekin ye beche karela
Ye ba hai lekin chalaye ye thela
Ye ma hai lekin ye beche karela
Agar teen din se ye bhukha hai bhai
Jo bhukha hai bhai
To main kya karun
Sikandar ne porus se
Ki thi ladayi jo ki thi ladayi
To main kya karun.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar