Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Jab dil toote to roye kyon
Jab dil toote to roye kyon
Ham gaaye kyu nahi ham, naache kyu nahi
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Bholi surat har insaan badalte dekha
Hamne apane pyaron ka imaan badalte dekha
Bholi surat har insaan badalte dekha
Hamne apane pyaron ka imaan badalte dekha
Dil ki ruswaai hai,sanam harjaai hain
Dil ki ruswaai hai,sanam harjaai hain
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Dil ne jisko pyar kiya hai,usi ne dil ko toda
Kiske haath ke khaatir dekho,kiske haath ko chhoda
Dil ne jisko pyar kiya hai,usi ne dil ko toda
Kiske haath ke khaatir dekho,kiske haath ko chhoda
Hamen bhi koi gham nahi,kisise ham kam nahi
Hamen bhi koi gham nahi,kisise ham kam nahi
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote
Apane jab begaane bankar mehfil nayi sajaye,
Ham bhi unke dil se khele,kyu pichhe reh jaaye
Apane jab begaane bankar mehfil nayi sajaye,
Ham bhi unke dil se khele,kyu pichhe reh jaaye
Unko ham samjhenge,ab to ham uljhenge
Unko ham samjhenge,ab to ham uljhenge
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote
Jab dil toote to roye kyon
Jab dil toote to roye kyon
Ham gaaye kyu nahi,ham naache kyu nahi
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar