Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Ro ro ke na karna pyar mujhe
Aye jaane tamanna gham tera
Karde na kahi barbad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Jo mast bahare aayi thi
Wo ruth gayi is gulshan se
Jo mast bahare aayi thi
Wo ruth gayi is gulshan se
Jis gulshan mein do din ke liye
Kismat ne kiya aabad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Wo rahi hu pal bhar ke liye
Jo zulf ke saye mein thahra
Wo rahi hu pal bhar ke liye
Jo zulf ke saye mein thahra
Ab le ke gayi hai dur kahi
Aye ishq teri bedag mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Aye yaade chaman ab laut bhi ja
Kyu aa gayi tu samjhane ko
Aye yaade chaman ab laut bhi ja
Kyu aa gayi tu samjhane ko
Mujhko mera gham kafi hai
Tu aur na kar nashad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Ro ro ke na karna pyar mujhe
Aye jaane tamanna gham tera
Karde na kahi barbad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata.
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)