Zulfon ki ghata lekar
Sawan ki pari aayi
Zulfon ki ghata lekar
Sawan ki pari aayi
Barsegi tere dil par
Has has ke jo lehrayi
Barsegi tere dil par
Has has ke jo lehrayi
Zulfon ki ghata lekar
Machle huye is dil mein
Armaan hazaro hai
Machle huye is dil mein
Armaan hazaro hai
In pyasi nigaho mein
Toofan hazaro hai
In pyasi nigaho mein
Toofan hazaro hai
Tujhse na bichadne ki
Tujhse na bichadne ki
Is dil ne kasam khayi
Zulfon ki ghata lekar
Aati to aankho mein
Bijli si chamakti hai
Aati to aankho mein
Bijli si chamakti hai
Shayad yeh mohabbat hai
Aankho se chhalakti hai
Shayad yeh mohabbat hai
Aankho se chhalakti hai
Todu na tera daman
Todu na tera daman
Main hu tera saudayi
Barsegi tere dil par
Has has ke jo lehrayi
Barsegi tere dil par
Has has ke jo lehrayi
Zulfon ki ghata lekar
Surkhi hai mohabbat ki
In phul se galo mein
Surkhi hai mohabbat ki
In phul se galo mein
Kya chiz main layi hu
In aankho ke pyalo mein
Kya chiz main layi hu
In aankho ke pyalo mein
Aa tujhko bata du main
Aa tujhko bata du main
Aye husn ke saudayi
Zulfon ki ghata lekar
Sawan ki pari aayi
Barsegi tere dil par
Has has ke jo lehrayi
Zulfon ki ghata lekar.
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Talat Mahmood