Khwaab mein tere saaye
Neendh se bhi jagaaye
Teri baahon ko choom
Le yeh aake bhi
Chain dil ko na aaye
Yaad teri sataaye
Teri khushboo se bheeg
Jaaye saansein bhi
Tujhpe dil yeh fida hai
Tu hi mujh mein raha hai
Anjaane mein jaane
Yeh kaise gul khile
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Ishq toh sab kuch bhula de
Ishq woh dil ko nasha de
Ishq mein jo jee liya hai
Yeh jahaan uss ko mila hai
Wahi toh sabse judaa hai
Uss ke sang hi khuda hai
Jab apni marzi se
Hi yeh jot jale
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Wahi toh sabse judaa hai
Uss ke sang hi khuda hai
Jab apni marzi se
Hi yeh jot jale
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Ishq mein khona paana
Soch ke na dil lagana
Khwaab mein neendhein
Kho kar bhi yeh dil jagey
Muft mein aana jaana
Kaam deta dil churana
Dil ki raahon mein
Dhoond le tu manzilein
Uss dard e dil mila hai
Iss ka jo har mazaa le
Mitt jaaye anchaahe
Se khud hi faasle
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga.
Krishna Beura
Vishal Dadlani
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Sumitra Iyer