Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se aana aana balam
Jara dhire se
Thodi rat ho dhali hogi khidki khuli
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Log yaha ke bade hi jalim
Bade hai teer andaz
Aashik logo ke kadmo ki
Pahchane aawaz
Log yaha ke bade hi jalim
Bade hai teer andaz
Siti nahi bajana kahi khul na jaye raj
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Sans badake kadam tikake
Meri sidhi chadna
Aajau jab mahfil me to
Fir na tum darna
Sans badake kadam tikake
Meri sidhi chadna
Apni baho me leke tum
Ye nahi kahna ki
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli
Sar ko tere sine pe rakh kar
Dil tera bahlau
Tere garmi se apna aap jalau
Sar ko tere sine pe rakh kar
Dil tera bahlau
Apne aap se jalkar hi
Mai apni aag bujhau
Jara dhire dhire dhire se tum aana balam
Jara dhire se ho aana aana balam
Jara dhire se
Jab suni ho gali hogi khidki khuli.
Lata Mangeshkar
Narendra Chanchal
Kishore Kumar