Ji chahe utha le jaau tujhe
Ji chahe utha le jaau tujhe
Duniya ki nazar se dur kahi dur kahi
Koi ilzaam aa jaye sar pe tere
Koi ilzaam aa jaye sar pe tere
Yeh baat mujhe manzur nahi
Manzur nahi
Tu agar kabhi hans ke keh de to
Ha zamane ka mujhko koi dar nahi
Tu agar kabhi hans ke keh de to
Ha zamane ka mujhko koi dar nahi
Hai tere sath meri bhi badnamiya
Ye tohamat akele tu ji bhar nahi
Mai akela kaha jaau
Mai akela kaha aur jaau
Jo tere sath chalne se roke mujhe
Aisa to koi dastur nahi dastur nahi
Koi ilzaam aa jaye sar pe tere
Koi ilzaam aa jaye sar pe tere
Yeh baat mujhe manzur nahi
Manzur nahi
Jaa re jaa yeh dewwanapan chhod de
Na raahon mein aawza de yun mujhe
Jaa re jaa yeh dewwanapan chhod de
Na raahon mein aawza de yun mujhe
Meri jaa mere saath kuchh dur chal
Mohabbat se majboor kar dun tujhe
O deewane tu na jaane
O deewane tu na jaane na jaane
Meri marazi bina to ko bhi kahin
Kar sakta mujhe mazboor nahi
Mazboor nahi
Ji chahe utha le jaau tujhe
Ji chahe utha le jaau tujhe
Duniya ki nazar se dur kahi dur kahi.
Premnath Malhotra
Lata Mangeshkar