Jai dwarka dhish
Jai dwarka dhish
Jai dwarka dhish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Inki bhakti karo bhaw
Se inhe jhukao shish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Ek samay jab papi kansh ne
Parja pe atyachar kiya
Tabhi karishan ne karagarah me
Aadhi rat awtar liya
Bandi garah ke tale tute
Maya apram par
Liye shish pe wasudev
Lo chalo re jamuna par
Hui dwans wo chal kans ki
Hui dwans wo chal kans ki
Sakshil hai jagdish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Apne chal se mari putna
Vifal ho gayi chal
Gokul ke sab gwal bal sang
Khel rahe gopal
Maa ki okhli se bandh gaye
Jab nanhe karishan murar
Usi okhli se kiya lo
Yamularjun udhar
Nag kaliya bada dusht tha
Jahrili uski funkar
Uske fan ko nath ke
Parbhu me kiya janta udhar
Murli bajaye he man mohan
Murli bajaye he man mohan
Khade nag ke shish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Ek din karle asnan karne gopiya
Aayi jamuna teer
Hoke nagan utar gayi jal me
Tat pe rakh diye chir
Natkhat chaliye ne kya sujha
Karke chir haran chup gaye lal
Hath jod kar khadi gopiya
Samjhaye unko gopal
Gowardhan parwat ko uthaya
De ungali ki tej
Sabki dubne se raksha ki
Sabki rakhi tek
Gwal gopiya gawuye deti
Gwal gopiya gawuye deti
Kahna ko aashish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Dusht kans ki bari aayi
Jisne atyachar kiya
Jisne atyachar kiya
Chal chali gopal ne aisi
Kans ka jhat sanghar kiya
Kans ka jhat sanghar kiya
Uski chati par chad baithe
Uski chati par chad baithe
Jagat pati jagdish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish
Jai dwarka dhish
Jai jai dwarka dhish.
Suman Kalyanpur
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Suman Kalyanpur
Mahendra Kapoor