Balak jaisa roop liye
Sar jhat bhaye sukumar
Bhakat ke ghar bhagwan chale
Le vaman ka awatar
Danaw pati bali ko tha bada
Dan pe abhimaan
Uski pariksha lene chale
Yachak ban kar bhagwan
Yachak ban kar bhagwan
Bali ne balak se pucha
Bolo kya iccha aapki
Vaman bola jagah chahiye
Teen kadam ke maap ki
Teen kadam teen
Kadam teen kadam
Bali hue tyar lekin
Sukra charya ne jaan liya
Vaman ka ye rup liye
Shri vishnu ko pahchan liya
Suksham rup dhar sukra charya bhi
Suksham rup dhar sukra charya bhi
Bich kamandal shama gaye
Vaman ke tinke se apne
Nayan ke jyoti gawa gaye
Vaman ke tinke se apne
Nayan ke jyoti gawa gaye
Pahle pag se dharti mapi
Duje pag se gagan liya
Pahle pag se dharti mapi
Duje pag se gagan liya
Tije bali padmi the
Tije bali padmi the
Bali ne bhi mastak jhuka diya
Bali gaya patal dev
Gan dete hai aashish
Jai dwarka dhish.
Suman Kalyanpur
Mahendra Kapoor
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Suman Kalyanpur