Jaise bhi tu manega
Mana lungi sawriya
Aise waise jaise
Kahega taise
Jaise bhi tu manega
Mana lungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Jaise bhi tu manega
Mana lungi sawriya
Aise waise jaise
Kahega taise
Jaha jaha jayega
Tu waha waha aaungi
Chudi khankaungi
Ye kangana bajaungi
Jaha jaha jayega
Tu waha waha aaungi
Chudi khankaungi
Ye kangana bajaungi
Gori gori patli
Kamar lachkaungi
Ghunghru bajake
Aisa thumka lagaungi
Thumka lagaungi
Are nachungi to
Nachungi to tujhe bhi
Nacha dungi sawriya
Nachungi to tujhe bhi
Nacha dungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Saiya saiya
O saiya teri baiya mein
Main jhula ban jaungi
Are sukh sari duniya ke
Tujh pe lutaungi
Saiya teri baiya mein
Main jhula ban jaungi
Sukh sari duniya ke
Tujh pe lutaungi
Ras hare hotho se
Gulabi chhalkaungi
Lat lahrake aisa
Ras barsaungi
Ras barsaungi
Tujhe prem ras mein
Prem ras mein tujhe
Duba dungi sawriya
Prem ras mein tujhe
Duba dungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Jaise bhi tu manega
Mana lungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya
Kabhi tujhe apna
Bana lungi sawriya.
Nitin Mukesh Chand Mathur
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Sadhana Sargam
Sadhana Sargam