Oho tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Honth mosmbi aankha anguri
Gaal hain tere ghulabi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Honth mosmbi aankha anguri
Gaal hain tere ghulabi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi pad jaayegi
Ek do teen chaar somvaar
Mangalvaar budhvaar veervaar
Shukravaar tera thumka gaya maar re
Roj roj nahi aati hai
Aisi rangeeli shyaam
Tu deti rahe main leta rahu
Tere hathon se jaam
Tere husn ki garmi se
Mera khoon bana hai paani
Are jaam ke saath tujhe pee jau
Dil mein yahi hai thani
Jab andar badh jaayegi
Mushibat pad jaayegi
Jab andar badh jaayegi
Mushibat pad jaayegi
Jee chaahta hai ki main aaj
Sab ke bhare peeyale todu
Jo bhi mere samne aaye
Usko kabhi na chhodu
Aaj main aisa karu hungama
Sun o nasheele naare
Haan yaad rakhengi mujhko baaki
Bhul jaayenge saare
Jo masti chadh jaayegi
Mushibat pad jaayegi
Jo masti chadh jaayegi
Mushibat pad jaayegi pad jaayegi
One two three four
Once more once more
Hor hor hor o
Teri heerani jaisi tore
Zaher peelakar logo ko
Jo tune paap kamaye
Desh ke dushman
Teri karni tere aage aaye
Tum jaise jaalaado ki
Mere aage kyaa hai hasti
Are abhi mitta ke
Rakhdoonga tere maut ki basti
Ke basti ujjad jayegi
Jo masti chadh jaayegi
Ye basti ujjad jayegi
Jo masti chadh jaayegi
Tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Honth mosmbi aankha anguri
Gaal hain tere ghulabi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi pad jaayegi
O anguri tu mere liye bahut jaruri.
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Mahendra Kapoor