Jaisi karni vaisi bharni
Yahi parbhu na nyay
Boye beej babul ke
To aam kaha se khaye
Jo jaisa boye beej yaha karni ka
Jo jaisa boye beej yaha karni ka
Vaisa hi wo phal pata
Dusro ke ghar mein aag lagane wala
Khud hi usme jal jata
Jo boye beej yaha karni ka
Dhul uchali to sar pe giregi
Bande na itna bhul
Kankar ke badle pathar milega
Kate ke badle sul
Jo jaisa apna khata dikhata
Wo waisa hisab chukata
Dusro ke ghar me aag lagane wala
Khud hi usme jal jata
Jo jaisa boye beej yaha karni ka
Waisa hi wo phal pata
Dusro ke ghar me aag lagane wala
Khud hi usme jal jata
Jo boye beej yaha karni ka.
Krishna Chandra De (K. C. Dey)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
G. M. Durrani, Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle