Maat pita ka naam gunjta
Maat pita ka naam gunjta
Jiski aakhiri sans mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Maat pita ka naam gunjta
Jiski aakhiri sans mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade
Kath sharvan ki sharvan karo
Har bol lagega pyara
Chalak uthegi kano mein
Jaise amrit ki dhara
Chod andhera aa jao
Chod andhera aa jao
Poonam ke puran parkash me
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade
Maat pita ka naam gunjta
Pal pal jiski sans mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas me
Koi aisa lal batade
Ek taraf dunia ke sukh the
Bhog vilash ki maya
Ek taraf maa baap ki seva
Karam yahi man bhaya
Sukh dukh ne din me rat me
Sada raha jo paas mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade
Har kate ko phul samajh kar
Jisne gale lagaya
Mamta ki godi mein jisne
Apna swarg basaya
Seva ka sansar basa tha
Is charno ke das mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade.
Krishna Chandra De (K. C. Dey)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
G. M. Durrani, Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle