Man ki pyas mere man se na nikli
Man ki pyas mere man se na nikli
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Man ki pyas mere man se na nikli
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Ho aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Payal aahe bhare ghungaru
Roye sang sang mere
Payal aahe bhare ghungaru
Roye sang sang mere
Phir ke pag bekarar
Bebas dekho kajra bhare
Khali gagar sir pe saze
Pyasi jau kiske aage
Sabke nayan bin barkha ke badle
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Ho aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Hu mai aisi pavan bandha jisko sansar ne
Hu mai aisi pavan bandha jisko sansar ne
Aisi jhankar hu ghera jisko diwar ne
Socha tha chhu lu gagan me
Pad gaye bandhan sare tan me
Bhayi bejan mai nirat bin bijli
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Man ki pyas mere man se na nikli
Aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Ho aise tadpu ke jaise jal bin machhli
Aise tadpu ke jaise, ho aise tadpu ke jaise.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)