Jalega jahaan
Sanam chup rahiye
Diya tumhen dil
Kisi se mat kahiye
Aise mein zamaane
Ko bataana nahin chahiye
Jalega jahaan
Sanam chup rahiye
Diya tumhen dil
Kisi se mat kahiye
Aise mein zamaane
Ko bataana nahin chahiye
Jalega jahaan
Sanam chup rahiye
Teri jo nazar mil mil ke ruke
Maathhe pe ghata ki zulf jhuke
Teri jo nazar
Teri jo nazar mil mil ke ruke
Maathhe pe ghata ki zulf jhuke
Bijli dilon pe haay girey na kaise
Zulfen hataa ke
Muskaana nahin chahiye
Jalega jahaan sanam chup rahiye
Diya tumhen dil kisi se mat kahiye
Aise mein zamaane
Ko bataana nahin chahiye
Jalega jahaan sanam chup rahiye
Jitni lagan ulfat ki badhe
Mukhde pe rangat aur chadhhe
Jitni lagan
Jitni lagan ulfat ki badhe
Mukhde pe rangat aur chadhhe
Mukh pe rumaal
Zaraa ghuma na aise
Sholay ko hawaa se
Bhadkaana nahin chaahiye
Jalega jahaan sanam chup rahiye
Diya tumhe dil
Kisi se mat kahiye
Aise mein zamaane
Ko bataana nahin chahiye
Jalega jahaan
Sanam chup rahiye
Tujh pe jale kyun saari mehfil
Jalne ko hai jab tak mera dil
Tujh pe jale
Tujh pe jale kyun saari mehfil
Jalne ko hai jab tak mera dil
Shamaa ka deewaana
Parwaana ho jaise
Hum hain to koi
Parwaana nahin chahiye
Jalega jahaan sanam chup rahiye
Diya tumhen dil kisi se mat kahiye
Aise mein zamaane
Ko bataana nahin chahiye
Jalega jahaan sanam chup rahiye.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle