Jane kya hain tujhme aisa
Jane kya hain tujhme aisa
Tu kadwa mitha jaisa bhi bole
Hame lage misri jaisa
Man ko jo bha jaye
Man ko jo bha jaye
Wahi acha lage
Phir uske aage koi
Aur nazar na aaye
Man ko jo bha jaye ho
Nadiya kinare kabhi
Niche kisi ped ke
Chede aisi bansi
Rakh diya hume ched ke
Bansuri bajana sikha
Hamne ghansham se
Tabhi to tumhe pukare
Radha radha naam se
Tu sawra main sawri
Main bawra tu bawri
Jane kya hain tujhme aisa
Jane kya hain tujhme aisa
Tu kadwa mitha jaisa bhi bole
Hame lage misri jaisa
Man ko jo bha jaye ho
Uljha ke hamko prem jal mein
Dur nahi rahna is hal mein
Jyotsi kahke isi chal mein
Jayegi tu sasural mein
Ik ummid hai ik pyas hain
Mil jayenge ek viswas hain
Man ko jo bha jaye ho
Jhagde ladai wahi hote jaha pyar ho
Pyar ho jaha pe wahi man manuhar ho
Man manuhar chale jaha adhikar ho
Jaha adhikar waha jit kabhi khar ho
Ab har ho chahe jit ho
Par kam kabhi na preet ho
Man ko jo bha jaye
Man ko jo bha jaye
Wahi acha lage
Phir uske aage koi
Aur nazar na aaye
Man ko jo bha jaye ho.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh
Anuradha Paudwal, Jaspal Singh
Hemlata (Lata Bhatt)