Umar sari hamari tumhe saup di
Ho umar sari hamari tumhe saup di
Tum hame sang bhi ek de na sake
Umar sari hamari tumhe saup di
Tum hame sang bhi ek de na sake
Zindagi bhet kar di umango bhari
Zindagi bhet kar di umango bhari
Baho mein
Ho baho mein hame tum le na sake
Umar sari hamari tumhe saup di
Tum hame sang bhi ek de na sake
Haye de na sake
Hamne socha tha samjhoge
Tum bhi kabhi
Kuch hamare bhi dil ki parsahaniya
Par na jana kabhi tune hoti hain kya
Muskurate dilo ki ye viraniya
Muskurate dilo ki ye viraniya
Pyas sagar samjh kar tumhe di magar
Hoth bhar pani tum hame de na sake
Umar sari hamari tumhe saup di
Tum hame sang bhi ek de na sake
Haye de na sake
Agar ishara tumhara pate kabhi
To ye kadmo me aankhe
Bicha dete hum
Aapko dil ko abad kar dete hain
Apne sapno ki mahfil saja dete hum
Apne sapno ki mahfil saja dete hum
Hamne chaha tumhara sahara magar
Aasra tum hame haye de na sake
Umar sari hamari tumhe saup di
Tum hame sang bhi ek de na sake
Haye de na sake
Hamko malum hai ek mohabbat bhara
Dil tumhare bhi sine mein rota rahe
Par tumhe kya pata ham to bedil hue
Jan hain jism jisse ye jita rahe
Jan hain jism jisse ye jita rahe
Ek khushi ke liye hum lute is tarah
Phir khushi koi or le na sake
Zindagi bhet kar di umango bhari
Zindagi bhet kar di umango bhari
Baho mein
Ho baho mein hame tum le na sake
Umar sari hamari tumhe saup di
Tum hame sang bhi ek de na sake
Haye de na sake.
Kishore Kumar
Amit Kumar, Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Asha Bhosle