Jannat se aayi
Piya mai tujhe lene
Sukariya ji mai hu maje me
Duniya hamari hai
Sitaro ki duniya
Meri bhi duniya
Baharo ki duniya
Rani gagan ki
Kahti hai aaja
Mai bhi hu apni
Dharti ka raja
E chahe tu kya jane
Aa mere sang diwane
Dikhlau apna jaha
Pari re tu kaha ki pari hai
Dharti pe aayi kaise
Kaise kahu lagan teri
Mujhe yaha layi kaise
Kaise kya jaane jaa
Bandi chali aayi kaise
Mere jaha me bhi heere
Moti ke mahal hai
Mere jaha me bhi to
Yaaro ke dil hai
Masti me tu bhi chal
Mere chaman me
Jannat ki khusbu
Yaha ki pawan
Apni zami hai
Jannat hamari
Thukaro na yu
Chahat hamari
Na kar aisi nadani
Suno pariyo ki rani
Tu kaha or mai kaha
Kaise kahu lagan teri
Mujhe yaha layi kaise
Pari re tu kaha ki pari hai
Dharti pe aayi kaise
Ke bolo ji chavi dikhlayi kaise.
Asha Bhosle
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar