Pyar jab tera mera,
Pyar jab tera mera hua
Zamana muh dekhta rah gaya
O jalke hatho ko malta aaye haye
Jalke hatho ko malta raha
Zamana muh dekhta rah gaya
Pyar jab tera mera hua
Zamana muh dekhta rah gaya
Duniya se dar ke
Duniya se dar
Ke pichhe hata lete
Hum jo ye bhadte kadam
Duniya se dar
Ke pichhe hata lete
Hum jo ye bhadte kadam
Tum bhi tadapte
Hum bhi tadapte
Sari umar o sanam
Humne wada jo pura
Humne wada jo pura kiya
Zamana muh
Dekhta rah gaya
Pyar jab tera
Mera mera tera
Pyar jab tera mera hua
Zamana muh
Dekhta rah gaya
Aakhir hamari,
Aakhir hamari deewangi ne
Humko mila hi diya
Aakhir hamari deewangi ne
Humko mila hi diya
Pyase dilo ko tarse dilo ko
Manjil pe la hi diya
Humne kahna dilo ka
Humne kahna dilo ka jo mana
Zamana muh dekhta rah gaya
Jalke hatho ko malta aaye haye
Jalke hatho ko malta raha
Zamana muh dekhta rah gaya
Manjil ho koi
Manjil ho koi ya koi rasta ho
Humko thahrana nahi
Manjil ho koi ya koi rasta ho
Humko thahrana nahi
Ek dusre ko jo kar de zuda
Wo kam karna nahi
Humne daman se daman
Humne daman se daman
jo bandha
Zamana muh dekhta rah gaya
Pyar jab tera mera mera tera
Pyar jab tera mera hua
Zamana muh dekhta rah gaya.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Amit Kumar, Kishore Kumar