Meri jaan dekha idhar
Bachke jaayega tu kidhaar
Meri jaan dekha idhar
Bachke jaayega tu kidhaar
Jeet lenge baazi haari
Ab aayi hain apni baari
Jeet lenge baazi haari
Ab aayi hain apni baari
Meri jaan dekha idhar
Bachke jaayega tu kidhaar
Tum to karke bhul gaye
Pyaar ke wade hoho pyaar ke wade
Aao hum bataye kyaa hain
Apene iraadein
Jeetana tum jhalonge
Tumhein hum jhalayenge
Gair ki baahon mein
Jaake jhul jaayenge
Yunhi badhayenge hum
Tere dil ki bekaraari
Meri jaan dekha idhar
Bachke jaayega tu kidhaar
Phas gaya hain khud shikari
Ab aayi hain apni baari
Phas gaya hain khud shikari
Ab aayi hain apni baari
Chahane wale jahan bhi
Humein bulayenge
Hum to sahi waqt
Wahan pahuch jaayenge
Chahane wale humein
Jahan bulayenge
Humein jahan bulayenge
Hum to sahi waqt
Wahan pahuch jaayenge
Insaaf apne lahoo se dilayenge
Dushamano ko
Aaj khakha mein milayenge
Kehdo jaake jhalimo se
Unn pe hain ye raat bhaari
Phas gaya hain khud shikari
Ab aayi hain apni baari
Jeet lenge baazi haari
Ab aayi hain apni baari
Waqt kisi ka kehana maanta nahi
Waqt ka karishama koi jaanta nahi
Husn aur shabbab ke rango mein dhal gaye
Waqt jo badla deewane hum badal gaye
Aap ki tarah ek bewaffa
Kaise badali chaal hamari
Jeet lenge baazi haari
Ab aayi hain apni baari
Jeet lenge baazi haari
Ab aayi hain apni baari.
Anuradha Paudwal
Amit Kumar, Sapna Mukherjee
Alka Yagnik, Jolly Mukherjee
Hassan Jahangir
Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy