Zind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Zind le gaya zind le gaya
Woh dil ka jaani zind le gaya
Woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Yeh but bejaan reh gaya
Zind le gaya
Mehmaan chala gaya ghar se
Yeh khaali makaan reh gaya
Zind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Zind le gaya
Khaabon si takdirein
Khaabon si takdirein
Kab banati hain
Paani pe tasbire
Paani pe tasbire
Kab banati hain
Na rang raha koyi baaki na koyi
Nishaan reh gaya zind le gaya
Zind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Zind le gaya
Uss aandhi ka uss tufaan ka
Jor kisi ko yaad nahin hain
Aayi thi ik roj kayaamat aur
Kisi ko yaad nahin hain
Bas ek mera dil tuta yeh
Sara jaha reh gaya zind le gaya
Zind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya zind le gaya
Apane jakhmon apane sadamo se
Main kitani sharminda hoon
Kya kaaran hain kya hain sabab jo
Aaj bhi abb bhi main zinda hoon
Lagata hain ke mera baaki koyi
Imtehaan reh gaya zind le gaya
Zind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Zind le gaya
Mehmaan chala gaya ghar se
Yeh khaali makaan reh gaya
Zind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Zind le gaya
Zind le gaya zind le gaya.
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Aruna Irani, Shabbir Kumar
Salma Agha
Shabbir Kumar