Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi aa gayi
Aaj pyaar mein had
Se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko
Ya mar jaana hai
Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi aa gayi
Aaj pyaar mein had
Se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko
Ya mar jaana hai
Mujhpe jo guzri tu kya jaane
Tu kya samjhe o deewane
Leke rahoongi badna tujhse
Aayi hoon dil ki aag bujhaane
O kaatil meri nazron
Se bachke kahan jaayega
Kaatil meri nazron se
Bachke kahan jaayega
Diya hai jo mujhko vahi
Tu mujhse paayega
Voh ghadi aa gayi aa gayi
Teer banke jigar
Mein utar jaana hai
Maar dena hai tujhko
Ya mar jaana hai
Jaadu tera kis pe chala
Hoga kisi din yeh faisla
Voh ghadi aayegi aayegi
Jaana tune abhi yeh
Kahan jaana hai
Kise jeena hai aur
Kisko mar jaana hai
Hoga tera aashiq zamaana
Auron ka dil hoga tera nishaana
Naaz na kar yun teere nazar pe
Aaye hamein bhi teer chalaana
Jo hai khilaadi unhe
Khel hum dikhaayenge
Apne hi jaal mein
Shikaari phas jaayenge
Voh ghadi aayegi aayegi
Waqt aane pe tujhko
Yeh samjhaana hai
Kise jeena hai aur
Kisko mar jaana hai
Kise jeena hai aur
Kisko mar jaana hai.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Alisha Chinai, Mahalakshmi Iyer, Sonu Nigam
Udit Narayan
Shankar Mahadevan
Sunidhi Chauhan
Shaan