Jiske kahtir maine deewani
Kitani raat na soyi
Meri tarah anmol raat wo
Paakar khoyi raat wo
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Wo raat jiska raha
Intzaar dono ko
Ki dono karte hai jee
Jaan se pyaar dono ko
Wo rat aayi to kyun milke
Ham na mil paaye
Yeh baat dil puchhe hai
Baar baar dono ko
Kya sochenge mere sajan
Mere is bartav pe
Marham laga na saki
Namak chhidak aayi ghaw pe
Naino mein hai jis raat ke sapne
Aaj nahi hai wo baad mein apne
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Yeh sej tere liye hai tu hi sajayegi
Rahegi suni ritu jab talak na aayegi
Main maan lunga ke
Wo raat abhi nahi aayi
Wo raat jab aayegi to mana ke launga
Kasam tumhe mere pyar ki
Baksh na dena mere pyar ko
Yun hi nahi koi chhodta
Apne priye dulaar ki
Kehne ki nahi yeh majboori
Sehni padegi aaj se doori
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Tere hi liye gori aayi hai sej piya ki.
Dilraj Kaur, Sushil Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Hemlata (Lata Bhatt), Sushil Kumar
Hemlata (Lata Bhatt), Ravindra Jain