Ye main kaha aa gayi rasta bhool ke
Ye main kaha aa gayi rasta bhool ke
Ke jaise khat kahi mile sahi pata bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke
Yaha koi karega na kabhi khata bhool ke
Ye mai kaha aa gayi rasta bhool ke
Kal kaha thi yeh mujhe khabar nahin hain
Dil pe kisi yaad ka asar nahin hain
Kal kaha thi yeh mujhe khabar nahin hain
Dil pe kisi yaad ka asar nahin hain
Jab kuchh yaha waha idahr udahr nahin hain
To jo hain uspe kyun teri nazar nahin hain
Tu muskura jo ho gaya wo hadsa bhool ke
Ye main kaha aa gayi rasta bhool ke
Bole ya na bole baat yeh zubaan se
Tu pari jo giri hai aasman se
Bole ya na bole baat yeh zubaan se
Tu pari jo giri hain aasman se
Jo hoon agar kisi pari ke khandan se
Phir to main uthke sar chalungi shaan se
Jee shukhriya jo mera naam pari diya bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke
Ke jaise khat kahi mile sahi pata bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke.
Dilraj Kaur, Sushil Kumar
Hemlata (Lata Bhatt), Sushil Kumar
Hemlata (Lata Bhatt), Ravindra Jain
Hemlata (Lata Bhatt), Sushil Kumar