Jo chhod ke dil tod ke tu jayegi kabhi
Jo chhod ke dil tod ke tu jayegi kabhi
To khud ke dariya mein kar lunga
Khudkhusi khudkhusi
Jab chhod ke muh
Mod ke tu jayega kabhi
To khud ke dariya mein kar lungi
Khudkhusi khudkhusi
Dil maine tere naam kar diya
Kitna hasin kaam kar diya
Dil diya sathiya
Dil diya sathiya
Main teri prem deewani ho gayi
Tere sapno ki rani ho gayi
Sapno ki rani
Sapno ki rani
Mai tera dilbar hoon jani
Ban gayi tu meri rani
Jan gayi duniya deewani sari
Jab chhod ke muh
Mod ke tu jayega kabhi
To khud ke dariya mein kar lungi
Khudkhusi khudkhusi
Aashik hoon tere rup rang ka
Phoolo ke jaise gore rang ka
Rup ka rang ka
Phoolo ke jaise ang ka
Mujhko pasand tu aa gaya
Zindagi pe tu cha gaya
Pasand aa gaya
Zindagi pe cha gaya
Wada kar ye saath na tute
Hatho se ye hath na chute
Pyar ka rishta kabhi na tute
Jo chhod ke dil tod ke tu jayegi kabhi
To khud ke dariya mein kar lunga
Khudkhusi khudkhusi
Sarbati aankho mein kho jane do
Jo kuch hota hai ho jane do
Ho jaane do kho jane do
Ho jaane do kho jane do
Mana wafa hai tanhai ka
Magar lagta hai ruswai ka
Tanhai ka ruswai ka
Tanhai ka ruswai ka
Janeman o jane jana
Tera to yahi hai bahana
Mane na ab dil deewana
Jo chhod ke dil tod ke tu jayegi kabhi
To khud ke dariya mein kar lunga
Khudkhusi khudkhusi.
Sapna Mukherjee, Udit Narayan
Babul Supriyo, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar
Sadhana Sargam
Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam