Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua - Patthar Ke Phool lyrics | Patthar Ke Phool - Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua lyrics

Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua is a hindi song from the 1991 movie Patthar Ke Phool. Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua singers are Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam. Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua composer is Raamlaxman (Vijay Patil) and Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua lyricist or song writer is Ravinder Rawal. Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua music director is Raamlaxman (Vijay Patil). Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua features Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar, Reema Lagoo. Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua director is and the producer is . The audio of Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song was released on 12th February, 1991 by Tips Music. Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua YouTube video song can be watched above.


Tumse jo dekhate hi pyaar hua,
Zindagi mein pehali baar hua, hey
Tumse jo dekhate hi pyaar hua,
Zindagi mein pehali baar hua
Tum itane din thi kaha main
Dhundhata hi raha, kaha?
Kabhi linking road, kabhi warden road
Kabhi cadell road, kabhi pedal road
Tumse jo dekhate hi pyaar hua,
Zindagi mein pehali baar hua
Tum itane din thi kaha
Main dhundhata hi raha, kaha?
Kabhi linking road, kabhi warden road
Kabhi cadell road, kabhi pedal road


Kitne kuche galiya chhaani
Mere dil ne ek naa maani
Kitne kuche galiya chhaani
Mere dil ne ek naa maani
Kaha kaha par tujhako dhundha,
Tere liye main huyi divaani
Phir bhi naa teraa didaar hua,
Yaar mere aisa kayi baar hua
Phir bhi naa teraa didaar hua,
Yaar mere aisa kayi baar hua
Are tum itane din thi kaha
Main dhundhata hi raha, kaha?
Kabhi turner road, kabhi carter road
Kabhi churney road, kabhi arthur road


Prem paheli aisi ulajhi,
Jor lagaaya par naa sulajhi
Prem paheli aisi ulajhi,
Jor lagaaya par naa sulajhi
Pyaar pe koyi jor nahi hai,
Dil mein koyi aur nahi hai
Tere liye dil bejaar hua,
Ysar mere aisa kahi basr hua
Tere liye dil bejaar hua,
Ysar mere aisa kahi basr hua
Are tum itane din thi kaha
Main dhundhata hi raha, kaha?
Kabhi berey road, kabhi parley road
Kabhi mira road, gorbander road


Uparwaale ki hai maaya,
Usane hamko khub milaaya
Uparwaale ki hai maaya,
Usane hamko khub milaaya
Bhule bhatake aaj mile hai
Dekho kitne phul khile hai
Jaane do jo abb tak yaar hua
Milate hi abb ikraar hua
Jaane do jo abb tak yaar hua
Milate hi abb ikraar hua
Chalate hai dono waha
Mat pooncho abb tum kaha, par kaha?
Linking road, kabhi warden road
Dunkin road, lamington road
Cadell road, kabhi pedal road
Churney road, kabhi arthur road
Turner road, kabhi carter road.



Movie/album: Patthar Ke Phool
Singers: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists: Ravinder Rawal
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Tips Music
Starring: Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar, Reema Lagoo
Release on: 12th February, 1991
1. Who is the music director of the song Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Ans: Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song music director is Raamlaxman (Vijay Patil)
2. Who is/are the singer/singers of the song Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Ans: Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song singers are Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
3. Who is the Composer of the song Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Ans: Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song composer is Raamlaxman (Vijay Patil)
4. Who is the Lyricist of the song Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Ans: Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song lyricist is Ravinder Rawal
5. What is the movie of the song Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Ans: Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song is from Patthar Ke Phool
6. Who wrote the song Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua
Ans: Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua song is written by Ravinder Rawal

Find other songs in - Patthar Ke Phool

1
Yaar Pe Hain Dil Mera Kurbaan

Manhar Udhas, S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar, Sushma Shrestha (Poornima)

2
Sajna Tere Bina Kya Jeena

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

3
Na Jaa Na Jaa

S. P. Balasubrahmanyam

4
Jab Bhi Milo

Amit Kumar

5
Deewana Dil Bin Sajna Ke Manena

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

6
Aaja Aaja Aaja

Lata Mangeshkar

7
Sun Dilruba

S. P. Balasubrahmanyam

8
Maut Se Kya Darna

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

9
Kabhi Tu Chhalia Lagta Hain

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam