Aa aa aa aa aa
Aa aa aa
Jo dard banke zamaane
Jo dard banke zamaane
Pe chhaye jaate hai
Wo geet toote huye
Wo geet toote huye
Dil pe gaaye jaate hain
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Balaa se dil ki lagi mein
Balaa se dil ki lagi mein
Tamaam jal jaayen
Hisaag se kahin
Hisaag se kahin
Daaman bachaaye jaate hain
Fareb e ishq pe
Fareb e ishq pe
Hanste hain jo
Wo kyaa jaane
Ye dhokhe soch samajh kar
Ye dhokhe soch samajh kar
Hi khaaye jaate hain
Aa aa aa aa aa aa
Jo dard banke zamaane
Pe chhaye jaate hai
Wo geet toote huye
Wo geet toote huye
Dil pe gaaye jaate hain
Ye bazm e naaz hai
O husn dekhne waale aa aa
Ye bazm e naaz hai
O husn dekhne waale
Yahaan nazar nahin
Dil aajmaaye jaate hain
Yahaan nazar nahin
Dil aajmaaye jaate hain
Jo dard banke zamaane
Pe chhaye jaate hai.
Naseem Akhtar
Khan Mastana
Amirbai Karnataki
Amirbai Karnataki, Parshuram