Jo safar pyar se kat jaye
Wo pyara hai safar
Jo safar pyar se kat jaye
Wo pyara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar
Humsafar tu hai to
Jine ka sahara hai safar
Humsafar tu hai to
Jine ka sahara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar
Jo safar pyar se kat jaye
Wo pyara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar
Oye laz kar li arey badke chali
Apne dil me mohabbat salim ki
Ye dar ke dil hai haye kya dur taire
Dawa isko ved aur hakim ki
Arey dil walo ka dil na tute
Pyar kabhi na ruthe
Chhute to ye duniya chhute
Ye sath na tera chhute
Dil me ho pyar to
Dil me ho pyar to
Jannat ka nazara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar
Humsafar tu hai to
Jine ka sahara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar
O buri nazaro wale tera muh kala
Humpe aisi nigahe kyu dale
Jal jayega tu aye apne dilo me
Ye mohabbat ke dahke ujale
Dil ko jab ye lagan lagi
To isko kon mitaye
Pyar ki shama dil me
Jale to isko kon bhujaye
Sath ho yaar to sath ho yaar to
Tufani kinara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar
Jo safar pyar se kat
Jaye wo pyara hai safar
Nahi to gardisho ke
Daur ka mara hai safar.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Zohrabai Ambalewali
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Manhar Udhas, Sadhana Sargam