Joote ki chaal liye barch liye dhaal liye
Joote ki chaal liye barch liye dhaal liye
Joote ki chaal liye barch liye dhaal liye
Balkha ke chalti zingoria
Tan me hai aag lagi
Mann me hai pyaas jagi
Kyun na machalti zingoria
Joote ki chaal liye
Barch liye dhaal liye
Balkha ke chalti zingoria
Tan me hai aag lagi
Mann me hai pyaas jagi
Kyun na machalti zingoria
Zingoria ke dil me shola jo bhadka
Dushman kabile ka hai ek ladka
Talwaaro ki chhaao me pyaar hai
Kya jaane ab jeet ya haar hai
Dariya ke is paar zingoria aur
Uska mehboob us paar hai
Kab himmat haare hai dariya
Kinare hai bag bag sambhalti zingoria
Joote ki chaal liye barch liye
Dhaal liye balkha ke chalti zingoria
Kab rukta hai pyaar dariyaao
Se nikli jo zingoria gaao se
Toofaan me woh utar hi gayi
Dariya ko woh paar kar hi gayi
Diwaani aisi thi zingoria khatra
Jidhar tha udhar hi gayi
Mehboob se woh mili baaho
Me aag jali ab hai pighalti zingoria
Joote ki chaal liye barch liye
Dhaal liye balkha ke chalti zingoria.
Loy Mendonsa
Shankar Mahadevan, Sujatha Mohan
Shankar Mahadevan
Kamal Haasan