Joshilay wo shehjade hain zami ke
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Jo chale to chale
Sath mein unke aasmaa
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Joshilay kare jo irade kahi ke
Jo chale yu chale
Jaise chalti hai aandhiya
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Manzilo ki raah mein
Jo parwat aaye tod de
Jangalo ko jite dariyao
Ka vo rukh mod de
Hey manzilo ki raah mein
Jo parwat aaye tod de
Jangalo ko jite dariyao
Ka vo rukh mod de
Na ruke na thame
Zindagi ka ye karva
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Yaar o ke yaar hain dushman ke dushman
Jaan ki baazi lagata hain unka chalan
Yaar o ke yaar hain dushman ke dushman
Jaan ki baazi lagata hain unka chalan
Sine mein aag hain hain nigaho main bijliyaa
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Maut ke ssye mein pal ke hue hain javaan
Khatre main jaan hain unki wo jaae jahaa
Maut ke ssye mein pal ke hue hai javaan
Khatre main jaan hain unki wo jaae jahaa
Har kadam ghat main hain lootere ki toliyaa
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Badal ban ke aaj wo chane chale
Julm ke saare nishan mitane chale
Badal ban ke aaj wo chane chale
Julm ke saare nishan mitane chale
Aagye aagye apni manzil pe nao javaan
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Joshilay wo shehjade hain zami ke
Jo chale to chale sath mein unke aasmaa
Joshilay wo shehjade hain zami ke.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Rahul Dev Burman
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar