Paw mein bijli hai hotho mein angare hai
Balo mein badal hai teri ankho mein tare hai
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Karti hu tujhko salam karna na mujhe badnam
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Kaise piya se lag gayi ankhiya
Yad karu main sari ratiya
Ho raj jo tumne khol diya to
Mai bhi chup na rahungi
Tumne agar badnam kiya to
Mai bhi badnam karungi
Tum jo samjho hamara isara abhi
Ham bhi kar denge tumko isara kabhi
Tum jo samjho hamara isara abhi
Ham bhi kar denge tumko isara kabhi
Insa usi ka hai nam aaye jo oro ke kam
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Itna tum mujhe pyara lage
In aasu bhar bhar tere aage
O bat to tune rakhi meri teri bat rakhungi
Tu chahe to tujhko din rat sath rakhungi
Ki jo taklif tumne gawara abhi
Hum bhi kar lenge sab kuchh gawara kabhi
Ki jo taklif tumne gawara abhi
Hum bhi kar lenge sab kuchh gawara kabhi
Bat parde ki karna na ja ljayegi duniya tamam
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Karti hoon tujhko salam
Karna na mujhe badnam
Tum jo parda rakhoge hamara abhi
Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi
Haye rabba haye rabba haye rabba
Haye rabba haye rabba haye rabba.
Alisha Chinai, Bappi Lahiri
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Bappi Lahiri
Asha Bhosle