Kabhi gareebo se pyar kar le
Jaa tera bhala ho
Kabhi gareebo se pyar kar le
Jaa tera bhala ho
Abhi jara intezar karle
Jaa tera bhala ho
Kabhi gareebo se pyar kar le
Jaa tera bhala ho
Najar fakiro se char karle
Ja tera bhala ho
Najar fakiro se char karle
Ja tera bhala ho
Abhi jara intezar karle
Ja tera bhala ho
Hamare dar par pukar karle
Ja tera bhala ho
Kabhi gareebo se pyar karle
Ja tera bhal ho
Tera pahla didar jaise
Sawan ka khwab
Tera pahla didar jaise
Sawan ka khwab
Tere rangi ye hoth jaise
Ghayal sabab
Tere naina bechain jaise
Pyasi sharab
Tere gile hai gal jaise
Bhiga gulab
Jaise bhiga gulab
Meri fiza ko bahar karle
Ja tera bhala ho
Meri fiza ko bahar karle
Ja tera bhala ho
Kabhi gareebo se pyar karle
Ja tera bhala ho
Najar fakiro se char karle
Ja tera bhala ho
Meri aankho ke teer
Jaye sine ko chir
Meri aankho ke teer
jaye sine ko chir
Kali julfo ka jal jaise
Shame kashmir
Mile unko hasi
Jinki achhi takdir
Yaha ranjhe bina
Sabko mile na heer
Sabko mile na heer
Jatan tu chahe hazar karle
Ja tera bhala ho
Jatan tu chahe hazar karle
Ja tera bhala ho
Hamare dar par pukar karle
Ja tera bhala ho
Abhi jara intezar kar le
Ja tera bhala ho
Abhi jara intezar kar le
Ja tera bhala ho
Tere aashik hai hum
Kar na hampe sitam
Tere aashik hai hum
Kar na hampe sitam
Pyar aasan nahi
Bada mushkil sanam
Na mitegi wafa chahe
Mit jaye hum
Ye nadi aag ki
Rakh de kadam
Aao rakh de kadam
Jo dub jaye wo par karle
Ja tera bhala ho
Jo dub jaye wo par karle
Ja tera bhala ho
Abhi jara intezar kar le
Kabhi gareebo se pyar kar le
Hamare dar par pukar kar le
Are najar faakiro se char karle
Ja tera bhala ho
Ja tera bhala ho
Ja tera bhala ho.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar