Aaj hamne sabak wo pad dala
Jisko duniya kitab kahti hain
Aur ek aisa kam kar dala
Jisko duniya hisab kahti hain
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Jab paa liya khush ho gaye,
Jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka naam zindagi hain
Bina khoye paye nakam zindagi hain
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Jab paa liya khush ho gaye,
Jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka naam zindagi hain
Bina khoye paye nakam zindagi hain
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Jamane ne jo kuch bhi hamkodiya
Sarakho pe hamne use rakh liya
Kabhi ye na socha bura ke bhala
Sada khush rahe sab yahin hain dua
Wohi hamne kata jo hamne tha boya
Jab paa liya khush ho gaye,
Jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka naam zindagi hain
Bina khoye paye nakam zindagi hain
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Mera hamsafar bhi kahi kho gaya
Batao bhala ham kare bhi to kya
Koi hamse ake zara sikhle
Hain mar mar ke jeene mein kaisa maja
Wohi hamne kata jo hamne tha boya
Jab paa liya khush ho gaye,
Jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka naam zindagi hain
Beena khoye paye nakam zindagi hain
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Hame zindagi ki nazar lag gayi
Nahin jeene ki ab koi hasrat rahi
Ham apne labo se likhenge kabhi
Wohi dasta likh saka na koi
Wohi hamne kata jo hamne tha boya
Jab paa liya khush ho gaye,
Jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka naam zindagi hain
Bina khoye paye nakam zindagi hain
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kumar Sanu
Kumar Sanu