Aaj jo ladki bahu bani hain
Kal woh saas banegi
Yahin kahani is duniya ki
Hai aur yahin rahegi
Saas jo bhi hogi aisi wasi
Saas jo bhi hogi aisi wasi
Ke logo uski
Logo uski chhutti
Karenge hum jaake
Logo uski chhutti
Karenge hum jaake
Ab na sahenge zulm kisi ke
Hum sasuraal mein jaake
Int ka badla patthar se
Ham lenge thik bahjake
Sadiyo se jo hota aaya
Is yug mein nahi hoga
Ab khayegi yeh jawani
In bhddhiyo se dokha
In bhddhiyo se dokha
Are re in bhddhiyo se dokha
In bhddhiyo se dokha
Are re in bhddhiyo se dokha
Sadiyo ka yeh dastoor purana
Tode yeh aaj ki chhori
Aankh dikhaye rob jamaye
Kare yeh sina zori
Chori yeh ghar mein aakar
Soche hum par huk chalna
Waqt ki suiyo ko yeh
Chahe ulta aaj ghumana
Ulta aaj ghumana
Are re ulta aaj ghumana
Ulta aaj ghumana
Are re ulta aaj ghumana
Bahu jo bhi hogi aisi wasi
Bahu jo bhi hogi aisi wasi
Ke logo uski
Logo uski chhutti
Karenge hum jaake
Logo uski chhutti
Karenge hum jaake
Saas boori hoti hai nahi
Dulhan aane wali
Duji tiji hoti hai yeh
Aag lagane wali
Kabhi padosan hti hai yeh
Kabhi yeh rishtedari
Isi iye to har ek ghar
Mein phaili yeh bimaari
Is se bachne ka hai
Sabse achha ek hi gyan
Kabhi kisi ki baato par
Na dhare yeh doni dhyan
Chhoti moti baate kyun
Na aaps mein niptaye
Kaun sa ghar hai aisa
Jis mein bartan na takraye
Bartan na takraye
Arey bhai bartan na takraye
Bartan na takraye
Arey bhai bartan na takraye.
Meenu Purushottam
Bhupinder Singh
Shabbir Kumar
Anuradha Paudwal
Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar