Kabhi Raat Din Hum Door The - Aamne Saamne lyrics | Aamne Saamne - Kabhi Raat Din Hum Door The lyrics

Kabhi Raat Din Hum Door The is a hindi song from the 1967 movie Aamne Saamne. Kabhi Raat Din Hum Door The singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Kabhi Raat Din Hum Door The composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Kabhi Raat Din Hum Door The lyricist or song writer is Anand Bakshi. Kabhi Raat Din Hum Door The music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Kabhi Raat Din Hum Door The features Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Prem Chopra. Kabhi Raat Din Hum Door The director is and the producer is . The audio of Kabhi Raat Din Hum Door The song was released on null by Saregama. Kabhi Raat Din Hum Door The YouTube video song can be watched above.


Kabhi raat din hum dur the
Din raat ka abb saath hai
Kabhi raat din hum dur the
Din raat ka abb saath hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi,
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Kabhi raat din hum dur the


Teri aankh mein hai khumaar sa
Meri chaal mein hai surur sa
Teri aankh mein hai khumaar sa
Meri chaal mein hai surur sa
Yeh bahaar kuchh hai khile huye
Yeh sama nashe mein hai chur sa
Yeh sama nashe mein hai chur sa
Kabhi iin fijaao mein pyaas thi
Abb mausame barsaat hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Kabhi raat din hum dur the


Mujhe tumne kaise badal diya
Hairaan hoon main iss baat par
Mujhe tumne kaise badal diya
Hairaan hoon main iss baat par
Mera dil dhadakata hai aajkal
Teri shaukh najaro se puchhkar
Teri shaukh najaro se puchhkar
Meri jaan kabhi mere bas mein thi
Abb jindagi tere haath hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Kabhi raat din hum dur the


Yun hi aaj tak rahe hum juda
Tumhe kya mila hamein kya mila
Yun hi aaj tak rahe hum juda
Tumhe kya mila hamein kya mila
Kabhi tum khafa, kabhi hum khafa
Kabhi yeh gila, kabhi woh gila
Kabhi yeh gila, kabhi woh gila
Kitane bure the woh din sanam
Kitani haseen yeh raat hai
Woh bhi itefaaq ki baat thi
Yeh bhi itefaaq ki baat hai
Kabhi raat din hum dur the
Din raat ka abb saath hai
Kabhi raat din hum dur the.


 



Movie/album: Aamne Saamne
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Prem Chopra
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kabhi Raat Din Hum Door The
Ans: Kabhi Raat Din Hum Door The song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Kabhi Raat Din Hum Door The
Ans: Kabhi Raat Din Hum Door The song singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Kabhi Raat Din Hum Door The
Ans: Kabhi Raat Din Hum Door The song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Kabhi Raat Din Hum Door The
Ans: Kabhi Raat Din Hum Door The song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Kabhi Raat Din Hum Door The
Ans: Kabhi Raat Din Hum Door The song is from Aamne Saamne
6. Who wrote the song Kabhi Raat Din Hum Door The
Ans: Kabhi Raat Din Hum Door The song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Aamne Saamne

1
Ankhiyan Na Churao Balma

Miss Shammi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

2
3
4
Aaj Kal Humse Ruthe Hue Hai

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi