Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Dekha ke pario si maashuke
Gabhraya dil mera
Dekha ke pario si maashuke
Gabhraya dil mera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Ek hasee ke nain gulaabi
Naam gulaabo raani
Dujhi mai ki botasl jaisi
Lagati hain mastaani
Teeji hasee ki chadhti jawaani
Jaise nadiya paani
Chauthi husn ki malika bhi hain
Meri dilbar jaani
Chaar chaar heron mein
Ek raanje ne lagaya dera
Long ilaichi naahne chale
Ilaichi ne mari chhutki
Long bichara rone laga
Haay ilaichi doobi
Long ilaichi naahne chale
Ilaichi ne mari chhutki
Long bichara rone laga
Haay ilaichi doobi
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Chhalkaao naino se pyaale
Dil ke jaam uchalo
Aaj kunware raam ki masti ko
Dughna kar daalo
Baari bari aage badhke
Mujhko gale lagalo
Mere pyaar ki mithi poori
Chaaro milkar khalo naa
Husn ki galiyon mein
Apna hai yogi wala tera
Pehli begam dujhi begum
Teeji begum chothi begum
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Dekha ke pario si maashuke
Gabhraya dil mera
Dekha ke pario si maashuke
Gabhraya dil mera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera
Kabhi toh ek bhi na milati thi
Ab chaar chaar ne ghera.
Kumar Sanu
Alka Yagnik, Mohammed Aziz