Unche unche mahal
Nahi ban sakte
Sirf khayalo se
Dolat walo ke riste hote hain
Dolat walo se
Kitna bhi ho pyar magar
Kam hain dolat se thoda hain
Rab ne bhul se tere sine mein
Pathar rakh chhoda hain
Kis bedardi se bedardi tune
Mera dil toda hain
Rab ne bhul se tere sine mein
Mere hotho par mere
Dil ki fariyade ayi hain
Tere juthe pyar ki kitni
Joothi yade ayi hain
Tere juthe pyar ki kitni
Joothi yade ayi hain
Yaad ayi hain
Gujri huyi ruto ki zaalim
Vakat ye wapis doda hai
Kis bedardi se bedardi tune
Mera dil toda hai
Rab ne bhul se tere sine me
Ye tasveer hai aur kisi ki
Ye teri tasveer nahin
Tu ek mamuli ladki hain
Tu ranjhe ki heer nahin
Tu ranjhe ki heer nahin
Tune dolat ki khatir
Apne ranjghe ko choda hain
Kis bedardi se bedardi tune
Mera dil toda hain
Rab ne bhul se
Tere sine mein
Pyar bhare geeto ke mukhdo se
Gahne banwaye hain
Mere tute dil ke tukdo se
Gahne banwaye hain
Mere khun se rang ke tune
Lal dupatta odha hain.
Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Sudesh Bhonsle
Alka Yagnik, Manhar Udhas
Sudesh Bhonsle