Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Kabhi tum ne kisi ko fansa
Kabhi hamne kisi ko fansa
Kabhi tum ne kisi ko fansa
Kabhi hamne kisi ko fansa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Kyu pyar me karna dhokha
Kyu yar ko dena jhasa
Kyu pyar me karna dhokha
Kyu yar ko dena jhasa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
He daulat se tol kar
Daulat se tol kar
Dil ka na mol kar
Kimat ka pyar ki log jatayenge
Sauda to ho chuka
Sauda to ho chuka
Dil se dildar ka
Sauda ye pyar ke hath na aayenge
Wo kasie jite bazi jo faike ulta pasa
Wo kasie jite bazi jo faike ulta pasa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Kabhi tum ne kisi ko fansa
Kabhi hamne kisi ko fansa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Sone ki dhup ye
Are sone ki dhup ye
Chandi ki chandani
Dunia me pyar to ras nahi aaye
Heere ke nur se
Heere ke nur se moti ki aag se
Deewane pyar ki pyaas na bujh paye
Hai pyaas jise daulat ki
Dunia me mare wo pyaasa
Hai pyaas jise daulat ki
Dunia me mare wo pyaasa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Kyu pyar me karna dhokha
Kyu yar ko dena jhasa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
He shadi ki bat kya
He shadi ki bat kya
Kudiya ka khel hai
Ruho ka mel hai ye to jane ja
Gairo ke hath me
Gairo ke hath me
Dedu ye hath kyu
Manu wo bat kyu
Jo dil mane na
Jo aap ho dil ka dusman
De usko kaun dilasha
Jo aap ho dil ka dusman
De usko kaun dilasha
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Kabhi tum ne kisi ko fansa
Kabhi hamne kisi ko fansa
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Ye pyar me saudebazi
Tamasha hai tamasha
Tamasha hai tamasha
Tamasha hai tamasha.
Kishore Kumar, Shatrughan Sinha
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Hemlata (Lata Bhatt), Kishore Kumar, Mahendra Kapoor
Sudesh Bhonsle, Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod
Jaspinder Narula, Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Sushma Shrestha (Poornima)