Hum tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Hona kisi ek ka hai
Humko pata hai magar kya kare
Dil se majbur hai hum
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte
Kya ye raj hai kaisa andaj hai
Mai tera nishana hu o tera deewana
Deewano ka anjam kya hoga
Kya ye pyaar kaisa ikrar hai
Wada hai kisise irada hai kisi a
To fie dil ka kya faisala hoga
Are jaise nidiya ke do kinare
Waise tum do yaar
Tum dono do ankhe
Humko dono se hai pyaar
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte
Hona kisi ek ka hai
Humko pata hai magar kya kare
Dil se majbur hai hum
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte
Satyug ki rit wo kalyug me na chale
Paanch pandavo ki thi ek patarani
Ye tab tha magar ab nahi hoga
Satyug ki rit kyu kalyug me na chale
Unka dil bhi dil tha
Humara dil bhi dil hai
Jo tab tha wo ab kyu nahi hoga
Are yug badale to duniya badale
Badale har dastur
Badale har dastur badalna
Hume nahi manjur
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte
Hona kisi ek ka hai
Humko pata hai magar kya kare
Dil se majbur hai hum
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte or
Tere bina bhi nahi ji sakte
Kya khyal hai walla kamal hai
Jamine fat jaye jagire bat jaye
Dilo ka batwara nahi hota
Ye dil bhi khub hai
Kaise mahbub hai
Aisa hua na hoga
Ye kdil se pyar do do ka
Dunia ko gawara nahi hota
Dil ka aana dil ka jana
Kaha hai apne hath
Kaun kaha kiska ho jaye
Ye kismat ki bat
Tum mere bina nahi ji sakte or
Mere bina nahi ji sakte
Hona kisi ek ka hai
Ye inko pata hai magar
Dil se majbur hai hum
Tere bina bhi nahi sakte or
Tere bina bhi nahi sakte.
Kishore Kumar, Shatrughan Sinha
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Sudesh Bhonsle, Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod
Jaspinder Narula, Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Sushma Shrestha (Poornima)